Viewing 1 - 3 out of 3 Blogs.
shikwa hain zindagi se tumse gila nahi
main khud se hi khafa hu tumse khafa nahi,
kaise tumhe batau mera dil hain bekaraar
kis tarah samjhau mujhko tumse bada hain pyar
tumko batlana hain dil yeh deewana hain
kaise tumhe batau mera dil hain bekaraar.
Tum kya jaano main apne dil ko kaise samjhata hu
jab bhi tumhe dekhta hu dekhta reh jaata hu
lagta hain tum toh meri haalat se ho anjaan
lekin teri khaatir meri lavb be adi hain jaan
yeh jo afasaana hain tumko samjhana hain
(khud se jise chupaya tha woh aaj labo pe aaya hain
na jaane woh kaun hain jisne jeena mujhe sikhaya hain)
phir se jaag utha hain dil mein jeene ka armaan
kisne kiya hain aake mujhpe chupkese ehsaan
koi anjana hain jaana pehchaana hain
kaise tumhe batau mera dil hain bekaraar
kis tarah samjhau mujhko tumse bada hain pyar.
-------------------------------------------------
-------------------------------------------------
-------------------------------------------------
Dil Mein Tumhari Tasveer,
Aankhon Mein Ansoo Ke Mele Hai,
Tumhe Kya Battain,
Tum Bin Kitne Akele Hain.
Dil ke bazaar mein daulat nahi dekhi jati,
pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati.
Ek hi insaan pe luta do sab kuch.
Kyoki pasand ho cheez to kimmat
nahi dekhi jati.