Viewing 1 - 3 out of 3 Blogs.
lay gaya woh sab kuch magar hosla rahnay dia
yani meri zindagi ka silsila rahnay dia
hum gae thay usko mananay k liey
magar
woh khafa acha laga hum nay khafa rahnay dia...........
a dost meri kyun roti ho
kyun dukh ko maan main bouti ho
yun dil ko na ranjoor karo or ankho ka gham door karo
gham bin mangay mill jatay hain
sub jhooli bhar k patay hain
tum joon joon in ko pao gi tun khud kundan ban jao gi
yeh tum ko toor k rakh dain gean
or tanha choor k chal dain gein
yeh jo tumhari ankhain hain yeh mujh ko kitni pyari hain
tum janti agar aa dost meri to chupkay chupkay naa rooti
me isi liay to kehti hoon TUM HANSTI ACHI LAGTI HOO
aaj khuda ki muslihat samah ai
is dharti pe apki zarprat samajh e
dharti pe apko bhejna to uska bahana tha
shaitan k baad kisi or ko b to ana tha