waslaam ,,,,,,body ALLHAMDULILAH theeek hai ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,ajkal namaaz perhta hoooon na is liye bohot khushgawari hai chehrey per oe sehat bhi theeek ,,,app bhi numaaz zaroor parha karo ,,,,,,,,,deekhna kaisey khushiyaaan milti ,,,,,,
griefsdivider wrote:
salaam bahi ajan theek hay main abee check kerta hoon daik laina koee nhee hona :-p heheh app sonaa ab kaisee hay app ki body shodyy and french kii sonaoo
kerna kiya hai ,,,,likhna hai bus or wahaan kooonsey samoosey bik rahey hain jo khaney ke liye main ne tum ko bulaya tha ,,,,,,, ,,,,,,,,,,,,,,,,mera khiyaal hai timing ka farak hoga isi liye ,,,jab mian hota hoooon to sab se baat hoti hai ,,,,,
griefsdivider wrote:
nhee nhee bhai jan main chat room gya tha lakin wahan koee baitha nhee tha ya mjay samaj nhee aye kia kerna tha is waja say .....insALLAHA batt hoo gae ...cheers
salaam bhai ajn han wasi b theek hay woh orkut use kerta hay app ki id hay kia orkut kii too main app ko us ki id daita hoo tang kerna app usay :-p and bhai jan studies ....ik course kerna ahy GRAPHICS ka YA phir AUTO CAD ka us kay badd b com kerna ahy ....
bhai ik kam hay app say plz na mat kerna
www.lap-note.blogspot.com
yeh merii site hay yanii blog hay is main oper top per google ads hoon hgay blue colour kay app cliks ker doo un per sirf 2 adds per clik kerna and her add ko 2 min kay liyay opoen rehnay daina us kay bad meri site koo 15 daffa refrehes kerna plzz its a request yeh kam jab kerna hoo ga dobara to main app ko msgs ker diya karoo ga sirf 2 adds ko kerna zyada ko kiya na too main gya:-p
yaar yeh bhi koi kaam hai main na nahi kahtaa lakin sab say pahlay toh baat yeh hai kay mujhay samajh hi nahi aaya kay karnaa kiaa hai aur dosri baat yeh kay main nay page ko boohat try kia hai open karnay kay liaa lakin kuch aur khul jataa hai 15 mint say yehi kaam kar rahaa hoon lakin page hi nahi aarahaa hai
yaar kamaal kartay hoo main nay toh tareef ki hai ...joo insaan ko cheez achi lagi daikhnay main us ko acha hi kahaa jataa hai naa ..chaloo khare or apni study kaa sunaoo kia haal hai?Wasi kaaha hota hai aaj kal thik thaak hai naa ?
ab zaroori to nahi ke wahaan her wakt koi na koi beetha rahey ,,,,jab online aaye check ker liya ko nahi hai to wapsi ker li ,,,,,tum ne koonsa peeedal chal ker jana hai wahaan ,,,,,,,challo theeek hai apna khiyaal rakhna ,,,,okz ,,,,,,later boss!