|
Viewing 1 - 9 out of 11 Blogs.
Page:
1 |
|
Meray hath uthay meray lab hilay...meray dil se yeh awaz uthay...teray hathon hi khushi,teray ankhon ki chamak,teray lafzon ki khushboo,teray lehjay ki danahk,tu jo cahy tujay mil jaye,tu jo sochy wo ho jaye,har qadam par tujay PAYAR mile,tu sada abad rahy,tujay zindagi se itna payar mile k jo tuj se sametane na paye,meray lab hile meray dil se yeh dua uthay jab mehfil mein tera zikar chale,har lab pe yeh dua aye,tujay har khushi ras aye,koi gam na teray pas aye,,,AMEEN
Tags: ANNY
phool sookh jate hain ek waqat ane k baad...log badal jate hain ek waqt k baad...apni rishtadari bi toote gi ek waqt ane k baad...LEKIN wo waqt aye ga "MOUT" ka baad!!!
Tags: Anny
Dosti gunah hai to hone nah dena...Dosti khuda hai to khone nah dena...Karte ho dosti jab kisi se...Kabhi us DOST ko rone na dena...
Tags: For My Dear Mate
Kisi Ko Dost ki Sachai Maar Deti Hai....Kisi Ko Dard Ki "Ghehrai" Maar Deti Hai....Bagair Kisi "Dost" Ka Koi Jee Nahi Sakta....Jo Jee Jaye Usay "Tanhai" Maar Deti Hai....
Tags: Anny
Tum Nay Dekha Hai Suraj Ka Zamin Se Milna... Us Se Milne Kay Liye Wo Khud Ko Dubo Deta Hai... Us Ko Kiya Maloom,Us Ki Judai Mein... Falk Sari Dunyia Ko Andhero Mein Samo Deta Hai...
Tags: Anny
**********************LAKEERIN********************** Us Ney Mery Hath Ki Lakeerein Dekhein Aur Phir Hans Kar Kaha.....!Tumhy Zindagi Mein Sub Kuch Milay Ga.....Haan Magar.............................................Mery Siva....!
Tags: Anny
ye mumkin nahi kay sab log hi badl jatay hain... kuch halat kay sancho main be dhal jatay hain... khali hathon ko kabhi ghor say dekha hai fraz... kis tarha log lakiron say nikal jatay hain...
Tags: Anny
Bezabano ko jab wo ZABAN deta hai... Parhane ko phir QURAN deta hai... Bakhshne pe aye jab wo umat kay GUNAH ko to... Tohfey main gunhagaron ko "RAMAZAN" deta hai...
Tags: Anny
nazar mila kar humse nazar chura na lena***dost bana kar hum ko gava na dena***mana ke hum door hain apse***isi baat ka bahana bana kar humein bhulaa na dena***
Tags: Anny
Page:
1 |
|
|