Nahi socha wo agar dil zyada der mein ne apne pas rakh lie to baqio ka kia bane ga is liye sab ko kaha apna apna dil wapis le jao, or phir phool laga die jis ko pasand ay ek utha kar le jay wese b bohat sare he Acha g, bhai se sifarish, kahi ye bhai ne he to aap ko mery yad nahi dilawai or kia bata dia hay in bhai log ne hume b bataie..
Asslam Alikum. Good moring hmm ap Mianwali kay baray main kafi malumat rakhtay hain.jonab hum saraiki bolne wale khan hain.Liken kia firq perta hey.Hain to sabhi muslim dil to aik hey na. Humari dua kay aap kay king khan ka down fall na ho liken her insaan aik age hoti hey.our jo oper jata hey usay nechay bhi ana perta hey. ya song to Mianwali ki peechan hey our lala ne hi to Dunia main Mianwali ko introduce kia hey.aj Mianwali lala ki wajha se jana jata hey.Takecare.
Han g wo dakhla b sirf kisi kisi kay liye rakha hua hay sirf dil walo kay liye, mera page nahi bata raha kia..Or sabhi log admission lene mein kamyab nahi hotay na is liye G hum theek thak hay Allah ka shukar hay, or aap?? Aap ko kaha say humari yad a gay
Haan ji.Allah ka karam hey.ary ya to aap ki zahara nawazi hey jo aap ne humara hall bhi pooch lia hey.Lala(Attallah esa khalvi)theek hey. Liken thora saw ap miss ker gay ho ager aap khan shahib khatay to theek rahta.ap sunian aap kay kia hall chall hain.our aap kay king khan ka kia hall hey. Lagta hey ab us down fall start ho gia hey.
ok ji jab time mila tu kar lena,,aur suno kya nai tazi hai,,,tum ghar nahi gee abi tak,,,tum ne tu dil wahan he laga liya hai,,aree jaya karo ghar b kamzkam 2 weeks ke bad tu jana he chahe,,,,