|
|
POSTED BY: onlylove on Dec 12, 2007
|
|
insaan
Insaan say muhabbat karma khuda say muhabbat karna hai
Insaan apni guftugu say pehchana jata hai
Insaan ki azmat achay libaas may nahi,n is k ikhlaq mai hai
Insaan ka husun is ki zabaan may posheeda hai
Insaan ki barbadi is ka weham hai
Insaan ki zindagi is shama ki manind hai jo hawa may
Rakhi gai hai
Or
Insaan ko gulaab k phool ki manind hona chahyeh jo in
Hato,n ko bhi khushbon may basa detay hain jo isay
Kuchall daaltay hain
-------------------------------------------------------------- mai sadqay YA RASOOLLALLAH (s.a.w.w)
|