pakistan india dosti ka ho raha hai charcha
dunoo mulk ker rahay hain karcha
khabhi yahan say jati hain filmi adacarian(actress)
khabi wahan say ata koi dekhnay apni adain
sacaft(culture) kay naam par ho raha hai karo bar
bara garma gram hai film industry ka bazar
cricket b ho gayee hai serious
ab har 2 saal bad ho gee dosti series
shuroo ho gayee hai amretsar bus service
janey kab suhroo ho gee lahore truck service
itnay saloon baad chali hai baat
kisii ko nahi hai koi aitraz
lagta hai ajj b angrazoon say dar
kahin per naa laag jaye un ki nazar