Buhat takleef hoti hai....
ke jis se pyaar kartay hon
jisay dunya samajhtay hon
wohi anjaan betha ho
nahi jazbay samajhta ho
Buhat takleef hoti hai
kabhi jo paas se guzray kisi ke hath ko thamay
kisi ka humsafar ban ke woh dekhay bhi nahi
mur ke Buhat takleef hoti hai...
woh sub kuch jaan jaay tu
ke lub tum khol paay tu
magar saray jahan main woh tujhe tamasha banay tu
BUHAT takleef hoti hai
Buhat takleef hoti hai....
yeh meri halaat hai....
(((Mera Dil Tujhy Yaad Kerta Hay)))
mera dil tujhy yaad kerta hay
milne ki phir se faryad kerta hay
lut aao phir se zindagi main
suna gher jisy koi aadaab kerta hay
bichray hoy do dil mile aese jesy
koi kisi ko qeed se azaad kerta hay
zara jee bhar k tumhe dekh to lon dobara
phir milne ki wo deed kerta hay
pyaar k badly mile dhoka ager
wo dil humesha zindagi barbaad kerta hay
Mohabat main ham ne kya kuch nhe luta dya unhen
pasand thi roshni or ham ne kHud ko jala dia
Zindagi ko udaas kar bhi gaya Woh
k mousam tha ek guzar bhi gaya
Sare humdard bichre jate hain
Dil ko rote hi the jegar bhi gaya
Khair manzil to hum ko kiya milti
Shoq_e_ manzil main humsafar bhi gaya
Mout se haar maan le akhir
Chera_e_zindagi utar bhi gaya!!!
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho
Jise chaha wo hamara ho