aj kiya ju kiss ne zikar Tumhara,tu****
Halkey Halkey Say phir Tum YaaD Anay Lagay
Main Purani Baaton kay samander Mein DooBney laga****
Dil Mein Ek Baar phir Tum utarnay lagay***
palkoon kay Darwaazey ko BanD kiya main Nay***
Aur Ansoo Ban k Tum Aankhoon Say Behnay Lagay***
Be Basi itni k Mare Haath uth Gaye***
DoBara KHUDA Say Tumhain Mangnay Lagay***
zikar Tumhara sun ker Ek Baar phir***
Mare jazBaat Tumhari Tamana kernay lagay***
Bana k Tasveer Teri Mere zehan Mein***
Mare Tootey Armaan Rooney lagay***
Paa k TumHain khwaaBoon Mein Hum****
jaag k phir Tumhain khooney lagay***
Waada chahta hoon TakDeer sey Yeh***
k BaDal Dey woh jo Honay lagay***