Rakht_se_Safar ban ke chala safar mai aik humsafar saath mai chala chalty ,chalty hum taak gaya safar mai najane Q Woo mere hatton ko thaam kar chala hum ny khushwaish jo ki saath chalne kii haste huwa apni aankhoo k diye mere nam karta chala chahte hoi b ess ka dill mai toor naa sakii kuch ess tarah woo mere maziloon parr gamzan hooker chala Q Lagta tha k mere manzil us ki sadaqat hay apni taman mohabbat ke naam mjhe jaan kar chala manzil taak poochooch kar woo ejazat ka talab garr bana uss ka inteshaar barha sath diya hay safar mai too ther Q nahi jate ussne kaha k hum tumhare hain tum see door nahi jate zindagi ka safar aur mout ki dagar saath chalygai muskura kar woo mjhe hasne ki talqeen karta chala mai mar chali uss k ess andaz parr woo mere ghamoo ki sheddaton ko apna maan karr chala