Kehne ko her sitam zindagi mein imtihan hota hai*************** Jis ka tujh sa yaar ho woh, naseeeb wala hota hai************** Choti sii baat per rooth jana tera***************************** Phir tujhe mananey ka poora ehtimaam hota hai***************** Tera mujhe satana yu.n baar baar**************************** Mera rouz rouz imtihan lyne jysa hota hai********************** Meri baatein sunn ker tera yun hasna jysey*********************** Tareek raat kay baad subah ka ujala hota hai********************* Hastey hastey ruk jana tera…yeh ehsaas dilata hai**************** Bersaat kay baad jysey khizaa.n ka mausam hota hai*************** Ankhoun mein chamak aysee hai teri******************************* Shaam ka pehla sitara jyse hota hai****************************** Tujhe sir ankhoun pe bitha rakha hai meine kuch iss terhan************ Kisi sheher ka baadshah jyse koi hota hai********************* Mere bersoun kay aytimaad ko kabhi mat tourna dost!**************** Ik bar jo toot jai ye kaanch phir saabat nahi hota hai************
Tags: Fahadch