Irshad-e-nabvi (SAW) hai:jis shakhs ki namazien qaza hui hon aur tadad na maloom ho,to wo ramzan k akhri juma k din 4 rakat nafal 1 salam se parhe,har rakat mein surah fateha k baad ayat ul qursi 7 baar,surah kausar 15 baar pareh.agar 700 years ki namazien bhi qaza hui hon to us k kaffare k lye ye namaz hai