Agar aap namaz nahi parthe tu aap saab se bara gunah karte hai, jis ne zindigi mein namaz pari ouse 50,000 years qaymat wala din aise lage ga jaise 2 raate. aur jis ne namaz nahi parhi ouse yeh din 50,000 years lambha laage ga. jaab insaan kabar mein hoga ouse namaz ki fikar hogi ke maine namaz parni hai lakin farshete kahe gai yeh namaz parhne ka waqt nahi woh waqt ghzoor geya aab araam karne ka waqt hai hamesha ke liye, aur jo namaz nahi parhe ga ous ki kabar par 70 snakes ho ge. Allah maaaf kare.