Bismillah-Ir-Rahman-ir-Rahim, Assalamun Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu, Aap sab ko Ramazan ka mahina bohat bohat mubarak hoo As U all Knw Ramaz-ul Mubarak woh sacred month hain jis main Quran Paak nazal hua!!jo sari duniay and kayanat kay liy khair-o-barkat and hadaiyat hai!! Issi month main lailah-tul-Qadar hain jo bohat barkatoon and rehmatoon wali raat hain. ALLAH Tallah Farmatah hain: Roza khaas meray liy hain aur me hi us ka aajar doon ga.Iss mahenay main nafal ka sawab farz kay barabar and farz ka sawab 70 darjay bara diya jata hain. Yeh hum sab par ALLAH ka aik rehmat and fazal, hain and humaray liy sadat hain dat hum sab iss month ki rehmaton and fazal say faizyaab hoon gaiy Inshah ALLAH aur Ameen. Roza sirf starve karnay ka naam nahi hain. It’s a physical and spiritual training, coz roza main hum sab ko fazool, na-passandeedah and Haram kamoon say door rehnay ki takeed ki gai hain. ALLAH Talah hum sab ko roza ka asli maqsaad hasil karna aata farmay Ameen!! Hazrat Muhammad (SAW) farmatey hain ke “ Yeh aisa mahena hain jis key Pheley ten days ‘ALLAH ki Rehmat Hain’, Middle ten days ‘Maghfarat Hain’ aur akhri ten days ‘Aag say aazadi hai’,”. ALLAH Tallah hum sab ki parisaahhaniayn door farmaya Ameen. Ramazan-ul- Mubarak ki duaz main sab ko yaad rakhain!! ALLAH hum sab ke ibaadatey Qabool farmay and hum sab ki tamaam galteyoon ko maaf farmay Ameen, Summa –Summa Ameen.