hay anny mujy is shaye ki samj nahe aye plz is ko explain ker do
kya maetlab k tum us ko fursat k lamhon myn yad aty ho aur us ko fursat hi nahe
tu pir tum us ko yad kaisy a gaye
kuch samaj nahe aya
plz betana k ye majra kya hy
be happy
Mujhay Fursat He Fursat Hai, Sawerey Jald Uthna Hai, Na Shab Ko Deir Se Sona, Kahin Bahir Nahi Jana, Kisi Se Bhi Nahi Milna, Na Koi Fikar Lahak Hai, na koi yaad Hai Baki, . . . . Magar Ye Aakhri Misraa, Zara Sa Jhoot Lagta Hai!!!!