Welcome Guest Login or Signup
LIVE CHAT | INSTANT MESSENGER | BOOKMARK
 

BLOGS   WRITE NEW BLOG   EDIT BLOGS  
 
RSS
~~~ye zrera zera***********
Posted On 08/07/2008 09:10:27 by aasma
Ye Zara Zara Si Baat Par Tarhan Tarhan Ke Azaab Kiun?****************************************** Jo Kisi Sey Bhi Khafa Na Ho Mujhey Us Khuda Ki Talaash Hey*********************************************** Mujhey Laghzishon Pe Har Gharri Koi Tok’ta Hey Baar Baar**************************************************** Jisey Kar Ke Dil Ko Dukh Na Ho Mujhey Us Gunaah Ki Talaash Hey ************************************************************** Mein Dhoondta Hoon Wo Khizaan Jisey Gulshanon Sey Pyaar Ho ************************************************************** Jisey Kisi Chiragh Sey Na Bey’r Ho Mujhey Us Hawa Ki Talaash Hey ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Mujhey Us Nager Ki Hey Justuju Jahan Koi Bhi Chahata Nahi Lahu ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Jahan Hiran Ko Sheir Sey Dar Na Ho Mujhey Us Jaga Ki Talaash Hey ***************************************************** Yahan Ik Lamhey Ke Parrao Mein Merey Sarey Phool Jhulas Gaey ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Ab Jahaan Talkhion Ki Tappish Na Ho Mujhey Us Fiza Ki Talaash Hey ********************************************************** Bina Humsafar Ke Kab Talak Koi Musafiton Mein Laga Rahey ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~`` Jahan Koi Kisi Sey Juda Na Ho Mujhey Us Raah Ki Talaash Hey ********************************************************** In Husn-Kadon Ke Shor Sey Meri Samaa’atein Hein Ajnabi ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~` Ho Jis Pukaar Mein Mukhlisi Mujhey Us Sada Ki Talaash Hey ***************************************************** Mujhey Deikh Kar Jo Ik Nazar Merey Sarey Dard Samajh Sakey ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Jo Is Qadar Ho Chaara-Gar Mujhey Us Nigaah Ki Talaash Hey ******************************************************** ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~`

Bookmark:



Viewing 1 - 1 out of 1 Comments

08/07/2008 23:36:05

listo wrote:
kaya baat he ,,kaheen deewan e nasir to nahi khol rakha aaj,,,,jo itni zayada ghazlen post karti jaa rahi ho,,,wese maza to tab he k jab khud koi ghazal kaho,,,to hum bhi dil khol kar daad den,,,me to kehta hoon aaj lage hathon ek aadh ghazal keh hi daalo,,,urdu shairi per ab ye waqt bhi aane do,,,hehehe

ap ko kya pata bhei k hum apny zamany k boht beri shaira thy bes kya kryn logon ny qader he anhe ki wrna aj hum bhe choty k shura myn apna nam likhwa chuky hoty lykin pir hum ny ik qoute pery jis sy humyn andaza ho gya k yahan humare dal nahe gelny wali aour wo qoute thy k bender kya jany adrec ka swad
so pir hum ny apny dil py pether rekh k apny ander ki azeem shaira ka gela he ghonth deya ye soch kr k na rehy ga bance na bejy ge bansory




*** Pakistani music ***
Pakistani music Pakistani songs Pakistani spanish music