Aao jaanch letey hain dard k tarazu par,
Kis ka gham kahan tak hai,
Shidatein kahan tak hain,
Kuch aziz logon se pochna to parta hai,
Aaj kal mohabbat ki keemtein kahan tak hain,
Ek shaam aa jao khul k haal-e-dil keh lein,
Kon jaaney Saanson ki Mohltein kahan tak hain..!!