Dard Yun Behisaab Lagta Hai
Muskurana Azab Lagta Hai,
Wo Jis Mein Ghoonjtey They Kehqehey Apne
Ab Wo Mahol Khwab Lagta Hai....
(Poet: MOHSIN NAQVI)
(aaj boht mudat baad apnachill pe aaya to wo waqt yaad aa gaya jab hum sab friends ighatey they kash wo din laot aein !!!!!)