kuchh badli hui takdir nazar aati hai,yaado ki ek zanzeer nazar aati hai,parhe bhi to kya parhein,har page pe ladkiyo ki tasveer nazar aati hai.
Tags: Joke
yeh toh main aap ko books kay baray main bataa rahaa thaa lakin aaj kal news papaer main bhi yehi sab kuch ho rahaa hai
Ehmm.. EhmMM.. Parhai ki taraf dyaan de.. mr.shikari.. ehmm..
hayyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy,,,acha khasa betha betha gum ho jaata hoon,,ab men aksar me nahi rehta tum ho jaata hoon,,,