Iss Rang Badalti Duniyan Main Insaan Badaltay Rehtay Hain.........
Ghar Aik He Rehta Hai Mehmaan Badaltay Rehtay hain.................
Jiss Dil Main Khushian Basti Hain, Wahin Ghum Ka Baisera Hota hai........
Nadan Muhabat Waloon K Armaan Badaltay Rehtay Hain.........