dushman mery khusyooN ka zamana hi nahi tha
tum nay bhi kbhi apna to jana hi nahi tha
kia karta akela maiN saja kaR koi mehfil
jub sheher maiN kisi nay nibahna hi nahi tha
dil nay tu bohat chaha mager kistarah jeetaY
jeenay kay liay koi bahana hi nahi tha
mur mur kay dekhta raha maiN umer bher magaR
tum aay nahi tum ko tu aana hi nahi tha
ik rasta bacha tha wo bhi lotnay ka tha
jata main kahaN koi thikana hi nahi tha
ab jhuk kay mery lash ko jhinjhoR rahay ho
jesay tumharay (*,*) ko jana hi nahi tha