Nah jaane aap par itna yakeen kyon hai,
Aapka khayal bhi itna haseen kyon hai,
Jaante hai ki aapka deedaar namumkin hai,
Phir bhi aankon mein intezaar wahi hai...
Murjha gaye phool par bahar wohi hai,
Door rehte ho par pyaar wohi hai,
Jante hai hum mil nahin pa rahe hai aapse,
Magar in aankhon mein intezaar wohi hai...