aisi ho gi zindagi ye kabi socha na tha.
tuj se hoon gi itna door ye kabi socha na tha.
khushbo hogi phol se juda ye kabi socha na tha.
yoon bi ahey gi bahar ye kabi---------------.
sard ratoon main teri yadoon ke sath.
ankon main guzray gi ye rat kabi-------------.
ye hasin manzar or aisi udas sham.
mehfal main yoon tanha yeh kabi socha na tha.
alweda kabi kia us neen to chup kar .
aisi hoon gi doorian kabi socha na tha.