Uski galli main phir mujhay ik baar lay chalo, uski galli ko janta pehchanta hoon main, woh meri katalgah hai yeh manta hoon main,uski gali main mout mukaddar ki baat hai, shayad ye mout Ahl-e-wafa ki hayat hai,main khud he mangta hoon, lay chalo uski gali main phir mujhay.