Mujh say apna pyar kabhi wapis mat lena,
Mujh say ye izhar kabhi wapis mat lena,
Kehtey rehna har pal mujh say main teri hon,
Mujh say ye iqrar kabhi wapis mat lena
hmm nice acha likha......
aur jo cheez aik bar day do dobara mangna buri batt ha na hina iss liya fikar not hum main se koi nhin mangay ga jo koi kujh bhi day ga app ko kion app ko hum achi dosti kay alwa kia day sakty han