Dil aisa kissi ko diya kay fir na kabhi sukoon milla,
Rooh aisi badan mein atki kay fir na kabhi chein milla,
Aisa kissi nay chor diya kay fir na kabhi sahara milla,
Aisa kissi nay dard diya kay fir na kabhi marham milla,
Kashti mere dard ki samandar mein aisi challi kay fir na kabhi kinara milla !
Written by myself .... Naheed