Jis rehguzar se guzar gya wafaa ki justuzu mein
Mile hai khaar har samit, har jagaa beshumaar
Tadap raha tha deed ko, mai kisi ki yaad mein
Huwee gark wafa-e-aarzoo ashk mile beshummar
Jo kabhi the humkadam, har jaga har nazar
Nazar bhi who badal gayee. Roya hai dil baar baar!!!!!!!