aaj rotha howa ek dost bht yaad aya
acha guzra howa waqt bht yaad aya
jo mere dard ko seene me chupa leta tha
aj jab dard mjhko bht yaad aya
jo meri ankh me rehta tha
aj anso jo gira to bht yaad aya
jo mere dil k tha bht qareeb
faqat usko hi aj jab bhulaya to bht yaad aya