aaj kuch kumi hay terey bughair
na rung na roshni hayterey bughair
wakt apni ruftaar sey chul reha hay
bus jo thumi hay wo hay dhurkun,terey bughair
na barish hay na dhuwaan hay phir bhi
dil main ik tupish si hay,terey bughair
buhat roka hay barish ko burusney sey
phir bhi aankhon main numi hay terey bughair