 |
[-] |
|
Tag: sagar
Viewing 1 - 5 out of 126 Blogs.
Page:
1 |
|
|
|
|
Woh skeks ek pel k liye bhi meri geliyo say na guzra Sari umar jis ko ma apna pata daita reha Hesret rehi ke kash woh ek pel hi mukura day Sari umar jis ko ma ro ro k sada daita reha Hesret rehi ke kash woh bedua hi day day Sari umar jis ko ma dil say dua deta reha Shaid woh sheks andhero ka tha pujari Sari umar jis ko ma chiragh e shama daita reha. *************** ~~~SaGaR~~~ ... Read More
kuch is liye b wo hum se khafa raha "SaGaR" wo jan gya tha k humain un se pyar buhat hai... ************** ye teri judai ka gham nhi,ye silsaley tou hain roz k, teri zaat iska sabab nhi,kaei din se yunhi udas hoon, ************** khof-e-raqabat say tujhey khawahish naa bataimdil ki "SaGaR" mein jissay chaaho'n usay log bohat chahtay hain. ************** ~~~SaGaR~~~ ... Read More
tumhare phool se chehry pr gham achy nhi lgty, humain keh do chaly jaen jo hum achy nhi lgty. humain wo zakhm do tum jo umar bhar na bhar payen, bohat jaldi jo bhar jayen zakhm achy nhi lgty. tumhain hr gazal main rakhna mera dastoor hai lekin. sar e mehfil tere charchy humain achy nhi lgty. *********** ~~~Sagar~~~ ... Read More
kisi ko na pany se zindagi khatam nehi Hoti "Faraz" Lekin kisi ko pa ker kho deny se kuch baqi nehi rehta...!!! ************ aaey shamma tujh pe raat ye bhaari hy jis tarah... hum ne tamam umar guzaari hy is tarah..... *********** dil bhi koi aasaib ki nagri hai kay mohsin... jo is say nikal jatey hein mur kar nahi aatay!! ************* ~~~Sagar~~~... Read More
Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye hum hawao ki tarah jakar use chuh aye . usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya mudhaton baad meri ankho me ansu aye ~~~SaGaR~~~ ... Read More
Page:
1 |
|
|
|
|
|