aik shakhs k paas 17 gadhe the,,marney sey pehley ys ney apney 3 beton k darmian wasiat chori k bara beta kul gadhon ka half hissa lega..1/2 ....manjhala 1/3 or asab se chota 1/9 hissa le ga.....ab us ne ye taqseem karne k liye mulla nasruddin ko nigran banaya....,mulla sahib ko kaya karna ho ga k in sab mein gadhe usee tara taqseem ho jaen jese k un ka baap chahta tha...or har ek kitne kitne gadhey hissa mein aaen ge....??...
Read More