VIEW FULL VERSION: Link
Subject: pakistan ki awam...
Content: SALAM. mere doston sab say pehle tu aap yeh batayen k aap sab kaisay hain.may tu filhaal theek nahi hoon..or plz thora sa time sirf.. or abb jo may kehne ja raha hoon us ko zara dehaan say parhen or phir faisla karen kya sahi hai or kya ghalat...aaj hum jis dor say guzar rahe hain yaqeenan buhat bura time hai.kis qadar mehangai hai kisi ka kuch nahi maloom k hum kya kar rahe hain.dekhen 1 baat not karen quraan.sharif mai hai k jab tum haqq ka saath nahi 2 gay tu tum par batil qabiz ho jayega.or tum par jabir hukmaraan musallat keye jayen gay.abb aap yeh batayen k kya hum nay kabhi socha k yeh waqt kaisa hai or quraan may jo irshad hua hai woh sab ???sadar pervez musharraf k mukhalif jab har koi tha tu logon ko maloom bhi tha k yeh sahi hain apni jaga lakin kisi nay koi ahtijaaj mahi kya koi un ki faver may nahi bola kuch logon k siwa.or abb kya ho raha hai kya kisi ko nazar nahi aa raha hai???????abb aap bhi dekhna k barbadi kahan say shuru hogi..kuch hi dino may sab dekhen gay k America jaisay mulk ki kya haalat hogi is par abb zawal aane wala hai.or bas kya kahoon dua karen pakistan k leye keun k abb jo hone ja raha hai aap log andaza nahi kar sakte k yahan kya hoga..is mulk say buhat si awam ka safaya bhi hoga ...keunnnn?????sirf haqq ka saath nahi dya or apne aamalon ki waja say...aage aap log bhi dekh sakte hain k kya ho raha hai or kya hoga? is say aage may kuch keh nahi sakta keun k yeh sab aap k or sab k saamne ayega jab maloom ho jayega k hum sab kya kar rahe hain..na kisi nay zulm ko roka na zulm k leye awaz buland ki..or abb..1 baat yaad rakhen k zulm karne wala or zulm sehne wala bhi gunhagaar hota hai..agar abhi bhi hame hosh nahi aye tu sadar pervez k woh alfaz yaad rakhen.K.PAKISTAN KA KHUDA HAFIZ..agar may nay kuch ghalat kaha tu batayen agar sahi kaha tu yeh baten aage bhi puhanchayen.plz.plz.plz.