VIEW FULL VERSION: Link
Title: Aziyat hi aziyat hai....!!
Tags:
Blog Entry: Kabhi veeran raaston par Koi anjaan si dastak Agar tum ko sunai de Sada ki shakal main aa kar kahe " Mohabbat " naam hai mera Palat kar dekhna mat tum Ke is kaar-e-Mohabbat main Aziyat hi aziyat hai....!!