Title: yah janta hoon main.
Tags:
Blog Entry: tujhse pyar hai mujhe yah janta hoon main. mohabbat eak mukadas lafz hai yah janta hoon main. tera naam main kaise loon sharam mujhe aati hai. bus dil hie main naam lay kar hasta jata hoon main. tera mujhe dakh kar muskarana aaj tak yaad hai. woh lamha yaad kar ke sochta jata hoon main. teri batain.teri hasi tera yon dakhna. bus yonhi soch kar kahian kho jat hoon main. tera naam lay kar tujhe dakh kar khush hona ausay pyar kahtay hain yah janta hoon main tera mera milan kabhi na hoga shayad. yah soch kar gamgen hoo jata hoon main. mere pass to teri tasveer bhi koe nehain. bus tera tasawar saath rakh kar so jata hoon main. kaash hum dono apni mohabbat ka azhaar kar lain. yah kabhi nahain hoon sakta yah janta hoon main...:smile:
Pakistani songs, music, videos, bollywood, entertainment, pakistan, forums, chat, fun
» Blog
» yah janta hoon main.
VIEW FULL VERSION: Link